Skip to main content

ExamManzil

🎂 Free tool

Exam Age Calculator

Date of birth aur exam ki cut-off date daalo. Exact age saal, mahine aur din mein milegi, saath mein age limit bhi check ho jaayegi.

📅Apni details

Relaxation central government ke general rules ke hisaab se hai. Har exam ka apna notice zaroor dekhein.

🎂

Yahan aapki age dikhegi

Date of birth daal ke button dabao.

Age kaise ginte hain?

  • Exam notice mein ek date di hoti hai, jaise "age as on 01.01.2027". Usi date par aapki age dekhi jaati hai, form bharne ki date par nahi.
  • Agar max age 27 hai, to us date tak aapke 28 saal poore nahi hone chahiye.
  • Reserved category ko max age mein chhoot milti hai. Ex-servicemen aur state rules alag ho sakte hain.